Hello bhaiyo,
bhaiyo main ye janna chahta hoon, ki trading mein kitne tarah ke indicators ka use kiya jata hai, aur kin kin indicators ka use karna thik rahta hai?
Thank you.
Hello bhaiyo,
bhaiyo main ye janna chahta hoon, ki trading mein kitne tarah ke indicators ka use kiya jata hai, aur kin kin indicators ka use karna thik rahta hai?
Thank you.
Resolve (12-24-2013)
Bhai kitna indicators ko use karna hai aur kaun kaun se indicator ko use karna hai yeh sabhi ek trader ke upar hi depend hotha hai kyunki unhe unka risk appetite aur trading style patha hotha hai.
bhai ji forex mein mai mt4 ke he indicators ko use karna pasand karta hoon,2 ya 3 indicators thik rehte hai jada ko use karke trader ko confusion hogi aur wo signals nahi samajh sakenge..
Sab ki apni apni choice hai bhai koi log 10 indicator use karte hai kuch log 4 indicator kuch log 1 indicator use karte hai, lekin main koi indicator use nahi karta kyo ki mujhe koi sa bhi indicator achha nahi lagta aur kuch samajh nahi aata.
bhai forex market me kai tarha ke indicators hote he or hum sabhi tarha ke indicator apne use me le sakte he indicator wagera use karna apke hath me he ke apko konsa indicator best profitable hoga ye koi broker apko suggest nahi karte ke aap ye indicator use karo sabhi tarha ke indicator hote he jese RSI,scalping indicator,trand indicator ap wo apko tay karna hota he ki hume kese or kiss stratigy se work karna he
Happy trading
Good luck
Bookmarks