Hello bhaiyo,
bhaiyo main aap sabhi ko day chart ki strategy share karna chahta hoon, aur chahunga aap isko jarur use kare, ye strategy kafi faydemand hai dosto,
Thank you.
Hello bhaiyo,
bhaiyo main aap sabhi ko day chart ki strategy share karna chahta hoon, aur chahunga aap isko jarur use kare, ye strategy kafi faydemand hai dosto,
Thank you.
Last edited by Resolve; 06-18-2018 at 05:57 PM.
bhai yeh strategy badiya lagg rahi hai isko mein zaroor dekhunga demo mein taki pata chale ki ismein kya chal raha hai bhai tabhi use karunga isko.
main iske bare me aur vistar se janna chahta hun kyonki mujhe ye system samajh nahi aaya aur day chart se tatparya kya hai iska sidha sadha praman bhi samajh nahi aa raha hai mujhe
Bookmarks