Hello bhaiyo,
Main aap sabhi se yehi janna chahta hoon, ki indicators kya hai? aur isse use karne se kuch fayda hota bhi hai ya fir nahi? kya humko indicators use karna chahiye?![]()
Hello bhaiyo,
Main aap sabhi se yehi janna chahta hoon, ki indicators kya hai? aur isse use karne se kuch fayda hota bhi hai ya fir nahi? kya humko indicators use karna chahiye?![]()
Resolve (11-13-2013)
indicator ek tarah ka tool hota hai jo aap ko market ka trend samajhne me madad karta hai aur aapko ek disha ka gyaan karata hai jis se aap profit kama sakte hain ye aapke strategy ka bhi ek hissa hota hai jo anivarya hai market ko sahi tarike se janne ke liye.
Bhai indicators ek technical trading tool hotha hai jo leading indicator ho sakhthai hai ya phir lagging indicator ho sakhthe hai jo sirf historical market situation ko dhikatha hai bus.
bhai yadi ham trading me sahi signal pate hai to hamari trading kafi profit gain karati hai our hame isame apane target ko poora karane me koi bhi dikkat nahi hoti hai isliye jaroori hota hai ki ham isame technical indicators ko sahi se use kare our isame sab kuch janakari ke bad me hi trading ko kare to behatar hoga.
Indicator tools hote hai, jo market mein chal rahe situation ke bare mein batata hai, lekin totally is par depend nahi hona chahiye, iske sath humare ko candle bhi use karna chahiye.
Bookmarks