bhai dekhne mein to badiya hai ye system, lekin mere ko ye system aaj hi mil paya hai, jo maine aap sabhi ke saath share karna sahi samjha, aap isko try kare, aur result share kare.
Thank you.
Ye bhi Zabardast hai dost Thanx for sharing yr ye ap kaha kaha se lekar ate hai Forex X Code apne jesi picture mai bataya hai Blue ho raha hai wese hi use krte waqt signal deta hai ?

haan bhai ye kafi asaan indicator hai, jab blue hoga to iska matlab hai ki aapke liye buy ka signal aaya hai, aur jab red ho jayega to fir sell signal hai, lekin is indicator ke saath RSI jaise indicator bhi use kare signal confirm karne ke liye.

bhai rsi indicator achha hai forex trading mein aur ye false signal bhi kamm deta hai trader esko use kar sakta hai apni kisi bhi strategy mein jisse usse aur surity hojayengi..

Maine dekha hua hai ki jab ham log RSI ko STOCH levels ke saath me istemaal karte hai tab ham logon ko ekdum sahi trading ke liye signals mil jaate hain

bhai aapne jo kaha wo thik hai lekin ye bilkul asaan nahi hota esme kahi baar tou aise signals ke liye kaafi wait karni padti hai jisse trader ka dhyaan bhatak bhi jaata hai..

bhai sahi kaha ki signal ko dekh ke usko use karna utna asaan nahi hota hai jitna dikhta hai aapko iss field mein bhauat chezein dekhni hoti hain bhai jinmein profit aur loss bhi shamil hain.

hanji bhai forex mein har cheez ko dekhna hota hai ki kab kaise signal mil rahe hai kyuni signals hamesha sahi ho aisa jaroori nahi trader ko sahi analysis bhi aana chahiye..

bhai forex mein apko har cheez ko dekhna hota hai kyuki wohi apko trading mein kaam ayegi aur apko jo usse se signal milti hai apko unko follow karke apni trading karni hai hoti hai isliye apko market analyse karna aana chahiye.

ji ha bhai yadi hame forex me har cheez ki janakari hoti hai to hame koi bhi dikkat nahi hoti hai par hame trading karne ke pahale ek bar analysis jaroor kar lena chahiye market ka.

chahiye jitni marzi knowledge ho forex ki but apko trade lagane se pehle market ko analyse toh karna hi padta hai kyuki market kabhi stable nahi rehti, aur ismein anlayse karne ke liye apki knowledge kaam aati hai.

hanji bhai forex market kabhi bhi stable nahi rehti,trader ko esme jada se jada apni pakad abane ke liye maket ko achhe se analysis kana hoga aur market ki poori knwledge honi chahiye..

ji ha bhai ap sahi kahate hai yadi hame isame roz ki update rahe to hame kafi acchi trading me munafa mil sakta hai isliye hame market ko jaroor analysis kar le trade ko order karne se pahale.
Thank's bhai aap ka system kaafi acha hey. Umeed hey k mery ley specially ya best ho ga. Ab men is pr kaam krta hoon aaur apna result aap k sath share zroor kroon ga.

Haan bhai agar hamare trading system accha hoga tab hame us se apni trades me jyada incoem karne ko bhi mil sakti hai aur ham jyada paise kama sakte hai

hanji bhai jab hamara trading system achha hoga tou hum usse kaafi paisa earn kar sakte hai kyunki sahi system se hei forex mein paisa kamaya ja sakta hai usse pehle nahi..
Bookmarks