Hello bhai
Aap log Forex me bahut time se tardes kar rahe hain.
Main bas aapse yehi poocha chhata hu ki:
Kya Forex me loss hi loss hai ?
Hello bhai
Aap log Forex me bahut time se tardes kar rahe hain.
Main bas aapse yehi poocha chhata hu ki:
Kya Forex me loss hi loss hai ?
Kinglord (09-28-2012)
loss hi loss hona to khud par depend karta ha ki sahin sdhang se market ka study na kiya to aesa ho skata ha ...par aesa nahin ha ki kisi ko hamesha hi loss ho aur priofit na ho .......
loss usi ko hota hai jo is field ko sahi tarah se nahi jaanta hai mujhe aisa lagta hai ki iss field mein agar apko knowledge nahi hai to loss hota hai bhaiyya.
loss hi loss toh bilkul nahi hai kyonki hum jaante hain ki iss field mein agar aap ko kuch pana hai toh kuch khona bhi hota hai isliye kabhi kabhi loss ho jata hai.
Kinglord (09-28-2012)
loss toh hota hai aur loss uska hota hai jisko iski knowledge nahi hoti hai aur jisko iski knowledge nahi hoti hai woh pehle isko seeekhe phir aaye.
nahi aisa toh nahi hai ki forex mein sirf loss hee hai kyunki jab hum iss field mein aate hai toh humein iss field ka koi knowledge nahi hota hai tab humein losses hote hai par jab hum iss field mein experience gain karte hai aur hard work karte hai toh humein profits hote hai
mere khyal se to haa loss hi loss ha kam se kam mere liye to ha hi pichle baar ki har trading ma loss hi hua ha..kabhi priofut nahin hua ha aaj tak to nahin hua...kya karoo ma
Forex mein agar loss hi loss hota to itna traders paisa kamane ke liye ish field mein aate nahi bhai .Forex mein profit bahoot hain agar hum correct trading karein to.
forex me jyada losses tabhi hota hain jab soch samajh ke order open nahi kia jata..agar samajh boojh ke order open kia jata hain to usme jyada risk nahi rehta
Bookmarks