Forex trading mein sabse hard kam yahi hota hain aur wo hain ke loss recover karna .Jaldi hum loss kaise recover kar sakte hain ?Ishka koi solution hain kya aapke pas .Pls share karein.![]()
Forex trading mein sabse hard kam yahi hota hain aur wo hain ke loss recover karna .Jaldi hum loss kaise recover kar sakte hain ?Ishka koi solution hain kya aapke pas .Pls share karein.![]()
Main to new hu abi na hi abi tak koi profit nai earn kiya hai na hi koi loss is liye is mamly main main ap ko koi b answer nai dy sakti q k mujhe abi koi experience nai hai mager ap ne question acha kiya hai baki seniors jo answer dain gy us se zaror newbies faida othay gy.
Agar aap jaldi loss cover karna chahte hai to aapko achi strategy banana chahiye because iske bina aap loss jaldi cover nahi kar sakte and agar aap isme humesa achi strategy use karte hai to loss bhaut kam hota hai and profit jyada ho sakta hai but apme me itni ability honi chahiye ki aap apne liye achi strategy bana sake.
@somi aapko hamesha iss field mein mehnat karni hai aur jitna ho sake iss field ke baare mein janne ki koshish karein taaki aage jake aapko loss na ho jaye iss field mein.
me new ho abi tak me na trade ni ki or mujy itna pata b ni jahan tak mera khiyal ha k jaldi me wo he loss recover kar sakta ha jes ko buhat he ex[erinc or knwldge ho
Agar apme ability hai ki aap bhaut achi strategy bana sake to aap bhaut asani se apna loss cover kar sakte hai because loss cover karne ke liye and jyada profit kamane ke liye achi strategy bhaut jaruri hai agar aap me ye ability hai to aap bhaut hi ache se and jaldi apna loss cover kar sakte hai and is se ache se trading bhi kar sakte hai.
bhai loss jeldi recover hona bohot mushkil hey, haan achi money management ho to possible hey yani aap ki her trade ka risk rewad 1:2 ho or aap risk bhi soch samjh ker letay hun to esa mumkjin hey
CHAMP IS HERE...................YOU CANT C ME
yar loss recvr ap aisa kar skta ho k jis trf ap dekh rhy ho k apko buy ki waaja sa loss horha hai toh ap sell ki trade sath open kr do aisa apka bht saray hisa jo hai loss ka wo wpis aajaiga aur ap kafi baray loss say bach jai ga aur recovery pa pin point fst hogi
hamre to haisab se yah rahta hain ki agar agar admi forex ki treding me ksisi ak pair hi pair me do tred kare bah sell aur buy dono chij kare to admi forex ki treding me acha profite kamkarke admi apna jo capital loss rahta hain usko admi apna recover kar sakta hain
main to new user hun forex trading ga nd i can nt answr this question in a right way as the old user can answr...na to abhi kuch earn kia hai or na loss but jahan tuk mera khayal hai is business ki nature daikhtay huay k ap jald hi apna loss recover kar saktay hain
well mene is k bare me kbhi socha nai keu k mjhe kbi itna bra loss hua nai abi tak k me phr recover kru aur me ab recover krne ka method dost se seekhta hu.
Pehle tho humein forex trading mein kabhi jaldi mein nahi rehna chahiye, aur loss recover karne keliye bhi humko kabhi bhi jaldi nahi karna hai. Bus best and high probability trades ko lekhe slowly recover hona zaruri hai.
hamre hisab to yah hain ki admi ak hi pair me sell aur buy karke admi ak din chod de aur admi pair me take profite jarur laga de to admi ko capital loss hone ka jayda risk nahi rahta hain aur admi forex ki treding se acha profite kama karke apna loss jo hota hain bah recover kar sakta hain
Bookmarks