Bahut se traders discuss karte hain ki forex mein trading karna ek Art hai aur kuch kki yeh kehte hain ki yeh Science hai . Aap kya kehte hain ?
Bahut se traders discuss karte hain ki forex mein trading karna ek Art hai aur kuch kki yeh kehte hain ki yeh Science hai . Aap kya kehte hain ?
forex mein samjhta hun k ek art hey, or jab yeh seekh leta hey to woh trading ker sekta hey, bes ek hi baar is ko seekhna hota hey, aap phir puri zindagi us ko follow kerein aap ki strategy zeroor kamyaab ho gi, esa nehi k ab seekh lia to woh kaam nehi keray ga after 5-10 years.
forex ek art hai aur art jo hai hamesha usame nayapan aata rahta hai . art me kuchh bhi fixed nahi hota hai . waise hi dar din forex market naya hota hai aur ham kisi bhi trade ke success ki guarantee nahi de sakte hain .
****Honesty Is The Best Policy****
Please Add Value to Discussion By your Post.
haha bahut hi accha question hain.. forex ek art hain lekin art me painting ya art subject nahi art matlab hath ka kaam accha kaam jo sabhi nahi kar sakte aur chahe to sabhi kar sakte hain.. jusu bhi cheez ko apne dhang se karna hi arrt hain
i think, es ki jo look hai scince ki shkle hai ya takreeban deno sy milta julta hai es achy treeky sy smjna or krna wo b ek art hi hai na..
main to samjhta hoon ke forex aik art hai jo har kisi ke pass nahi hota ye hasil karny ke liy humain bohat mehnat karna parti hia phir ja ke hum kuch hasil karny ke position main aty hian
mery hyal se forex art hay q kay esky ley kse be science se related book yne study y degree je zrurt nahi hay..balky esko karny kay liay apko eske skill learn krna hoge..
so es se saaf wazeh hua kay forex har koi kar skta hay usko just eski basic knowledge learn krna hioga.
Bookmarks