Bhai main to iske liye kabhi bhi agree nahi rahunga ki koi iska EA use kare bhai, agar iska EA use karega to uske liye trading mein earning karna mushkil hoga wo nahi kama sakega.
Sachi baat kahu to aaj tak maine iska na to indicator use kiya hai aur na hi koi EA istemaal kiya hai isse avoid main hamesha karta hoon bhai.
Bookmarks