-
Market Maker
aap ke subah ka aghaz
friends! mere subah ka aghaz tu zeyda tar NEMAZ se hota hai aur pir os ke baad mai fxopen ki site mai mashgool ho jata hoon.
kia aap bata sakty hain ke aap ke subah ka aghaz kaisa hota hai?
-
-
subah ka aghaz to mera hota he 8 ya 9 bje hai is liye us time pe namaz nai parhta, lekin main sath he forex pe b online nai ho jata, because forex ka sb se best time sham ya rat ka hota hai jb market movements ziada hoti hain
-
-
Market Maker
yar aj kal subha a agaz ya ha k ramzan ha to sahri kar k namaz par k posting start aur 2 3 forex py kam kiya phr din ko mazay say soy rahooo din b acha guzar jay
-
-
Elder Analyst
Meri bhi subah ka aagaz bhi namaz k sath hota hai. Phir breakfast aur phir main apnay dad ki office jata hun! Phir wahan se jab mujhay off milti hai to phir main ghar aa kar Forex ko he time deta hun.
-
-
meri sobo ka aaghaz b namaz k sath he ho jata hai or phr namza par k so jata hun uth k breakfas or phr forex ko open karta hun with cup of tea in my hand or 2 hrz is mai surf karta hun
-
-
 Originally Posted by wikisherpao
friends! mere subah ka aghaz tu zeyda tar NEMAZ se hota hai aur pir os ke baad mai fxopen ki site mai mashgool ho jata hoon.
kia aap bata sakty hain ke aap ke subah ka aghaz kaisa hota hai? 
meri subha ka agaz bhi Namaz se hota hai. Phir mein thora time forex ko deta hon .Aur job par chala jata hon. Sham mein forum posting karta hon .
myfxpedia New Forex Place
-
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules
|
|
| |
Calendar |
 |
|
| We Buy | We Sell |
| $1.3634 | $1.4056 |
|